Santa horse par ja raha tha.
Voh red light jump karta hai.
Police vala siti bajata hai.
Funny Santa ghode ki tail opar kar ke kehata hai: Le karle number note.
* * *
Santa sardi lagne se kamp raha tha. Uska beta doctor ko phone karta hai.
Doctor: Kya hua?
Son: Bimari ka to pata nahin par bapu subha se vibration mode pe laga hai.
* * *
Banta sent sms to Santa:Bhejne-wala mahan, padhne-wala gadha.
Santa got angry and sent sms back: Bhejne-wala gadha, padhne-wala mahan.
* * *
No comments:
Post a Comment