Monday, February 7, 2011

Ravan Jokes on Dussehara


Ravan Jokes on Dussehara
Ravan dance club me jata hai. Uski entry baki sab se 10 guna jayada thi. Bolo kiyun?
Kiyun ki entry fees thi: Per-Head Rs 500/-
* * *
Ravan ne Ram Ji se mafi mangne ka faisla kiya aur Ayodhya aaya.
Door knock kiya.
Ram Ji ne door khola.
Ravan Stands Thinking
Guess What?
?
?
?
Kis Mooh Se Maafi Maangu?

No comments:

Post a Comment