Friday, September 30, 2011

Pappu aur Pinki

Pappu Pinko ko pasand karta hay, aur Pinki Pappu k bhai ko… Jab k Pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai aur Pinki ki behan ko Pappu pasand karti hai.
Halan-k Pappu pehle hi Pinki ko chahta hai…. Ab jab-k Pinko ko Pappu acha nahin lagta aur Pappu ka bhai Pinki k liye razi nahi hay aur Pappu Pinki ki behan se pyar nahin karta jab k Pinki ki behan ko Pappu ka bhai acha nahin lagta… To ye unka personal problem hay.

21535496thm.jpg
Aap kyon apna dimag kharab ker rahe ho!!!

No comments:

Post a Comment